Business

LightBlog

Breaking

footer about

LightBlog

Saturday, March 31, 2018

Sad Shayari in Hindi

HINDI


Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya,
khali hi sahi hathon me jaam to aaya
main hoon bewafa sabko bataya usne,
yun hi sahi uske labon pe mera naam to aaya,

✮ Love Sad Shayari Hindi ✮ 

Toota ho dil to dukh hota hai,
Karke mohabbat kisi se ye dil rota hai,
Dard ka ehsaas to tab hota hai,
Jab kisi se mohabbat ho aur uske dil mei koi aur hota hai.

❤ Sad Love Shayari  ❤

Mohabbat ki zanjeer se der lagta hai,
kuch apni taqdeer se der lagta hai,
jo mujhey tujh se juda kerti hai,
mujhey hath ki uss lakeer se dar lagta hai!

❤ Zindagi Sad Shayari  ❤

हर बात में आंसू बहाया नहीं करते,
दिल की बात हर किसी को बताया नहीं करते,
लोग मुट्ठी में नमक लेके घूमते है..
दिल के जख्म हर किसी को दिखाया नहीं करते।

 Sad Shayari in Hindi 

धरती के गम छुपाने के लिए गगन होता है,
दिल के गम छुपाने के लिए बदन होता है,
मर के भी छुपाने होंगे गम शायद,
इसलिए हर लाश पर कफ़न होता है।

 2 Lines Sad Shayari ✮

गम ने हसने न दिया, ज़माने ने रोने न दिया!
इस उलझन ने चैन से जीने न दिया!
थक के जब सितारों से पनाह ली!
नींद आई तो तेरी याद ने सोने न दिया!

No comments:

Adbox