Business

LightBlog

Breaking

footer about

LightBlog

Thursday, April 19, 2018

Hindi Love Shayari for Facebook

❤ Hindi Love Shayari for Facebook  ❤
Khubsurat Sa Ek Pal Kissa Banjata Hai,
Jane Kab Kaun Zindagi Ka Hissa Banjata Hai.

Kuchh Log Zindagi Mein Milte Hai Aise,
Jinse Kabhi Na Tutne Wala Rishta Banjata H
ai.

❤ Hindi Love Shayari for Whatsapp  ❤
हर दर्द की दवा हो तुम,
आज तक जो मांगी मेरी एक लौटी दुआ हो तुम,

तुम्हे मिलने की तमन्ना नहीं उठती कभी,
क्यूंकि जो हर वक़्त साथ रहती है वो हवा हो तुम.

❤  Hindi Love Shayari 2 Lines  ❤
Mohabbat Meri Bhi Bahut Asar Karti Hai,
Yaad Aayenge Bahut Jara Bhool Ke Dekho.

❤   Hindi Shayari on Love   ❤
Apne Aasman Se Meri Zameen Dekh Lo,
Tum Khwab Aaj Koyi Haseen Dekh Lo,

Agar Aazmana Hain Aitbar Ko Mere To,
Ek Juth Tum Bolo Or Mera Yakeen Dekh Lo.

No comments:

Adbox